خود کو دورانِ حال میں اپنے...
بے طرح ناگوار تھے ہم تو
― جون ایلیا
Saturday, 29 November 2014
Sunday, 9 November 2014
DR.ALLAMA IQBAL
Posted by
Talha
at
08:20
Labels:
BEST POETRY OF ALLAMAIQBAL,
DR.ALLAMA IQBAL,
Ghazal-e-Dil
0
comments
happy iqbal day
Posted by
Talha
at
07:53
Labels:
9 NOVEMBER IQBAL DAY,
BEST POETRY OF ALLAMAIQBAL,
DR.ALLAMA IQBAL
0
comments
TERE ISHQ KI INTEHA CHAAHTA HOON….
TERE ISHQ KI INTEHA CHAAHTA HOON...
Tery ishq ki inteha chahta hoN
Meri sadgi dakh kia chahta hoN
Sitam hw K hw wadaa- E- be-hijaabi
Koii bat sabar-azma chahta hoN
Ye Jannat mubarak rahe zaahiidoN ko
K meiN apka samna chahta hoN
Zara sa tw dil hoN magar shauq itna
Wohi lantaraani sona chahta hoN
Koi duum ka mehmaan hoN ae ahl- E- mahfil
Chirag- E- sehar hoN bojha chahta hoN
Bhari bazm maN raaaz ki bat keh di
BaRa be-adab hoN sazaaa chahta hoN
Sunday, 19 October 2014
KHaak ho jaayeN ge hum tumko KHabar hooney tak
Kyn jeeta hai teri zulf ke saar hooney tak
Dam har mauj me hai halqaa-e-saad kam-e-nahaang
Dekhain kyaa guzrii hai katrey pe guhar hooney tak
Aashiqi sabar talaab or tamaana betab
Dil ka kya rang karon khon-e-jigar hooney tak
Hum ney mana ke taGHafull na karo ge, lekiin
KHak ho jayeN gey hum tum ko KHabar hooney tak
Partav-e-khur se hai shabnam ko fanaa ki taalim
MaiN bhi hooN ek inaayat ki nazar hooney tak
Yak nazar besh naheeN fursat-e-hastee GHaafil
Garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hooney tak
GHam-e-hastee ka Asad kis se ho juz marg ilaaz
Shamma'a har rang meiN jaltee hai sahar hooney tak.
Saturday, 18 October 2014
Dheeray Se
Dheeray Se Sarakti Hai Raat Us Ke Aanchal Ki
Tarah
Uska Chehra Nazar Aata Hai Jheel Main Kanwal
Ki Tarah..
- Waqt ke ek tamache
- Waqt ke ek tamache ki der haii,
Phir meri fakeeri kya, teri baadshahi kya...!!
Thursday, 16 October 2014
Wednesday, 15 October 2014
Hasti apni hubab ki siYe numaish sarab ki si hai
Hastie apnee hobab ki c
Yea numaiysh sharab ki c hai
Nazukee uss kay lab ki kya kahiye
Pankhari ik gulab ki c hai
Bar bar us k dar pe jata hun
Halat ab iztirab ki c hai
Main jo bola kaha k ye awaz
Usi khana-kharab ki c hay
'Mir' un nim-baz ankho may
Saree mastee sharab ki c hay
Ab koi ishaarah
Ab koii ishaarah hai na paighaam na aahat...
baam o dar o diwaar barri dair se chup haiN
baam o dar o diwaar barri dair se chup haiN
Sunday, 8 June 2014
Friday, 6 June 2014
Subscribe to:
Posts (Atom)